What is heart structure

Hamar Dil hamare jisam ka haem Organ hai.Dil hamare blood ki bahtreen dhara ki masla hai.Dil mukhtalif nizahon ko jorta hai take blood ke safar main saholat de.ye jismani karkardgi ko behter banane main ahem kirdar ada krta hai.Is mazmon main ham dilki shakhat ke bare main bat krlenge.

The heart consists of four sub-components

Dil 4 Pericardium, atria, medial wall of heart and veins dilke batan hamare dilke left Janib hote hain jabke atria right side Hoti hain.Dilke batan blood ko pump karte hain.dil ke batan do pardon ke darmiyani  dewaren se alag hote hain.dil ke batan mazbot organs Hoti hain Jo blood ko pump Karne ke lie quwat aur mazboti firahm krti hain.

Cardiac arteries carry blood to the heart :

Ye Glandular organ hote hain Jo blood ko Apni side khenchti hai .Dil ke darmiyani dewara Dil ke batan aur atria ko alag krta hai.ye dewara quwat aur istahkam ke Sath bana hota hai.

Dil ke wareed aur shiryan ke zariye blood ki rawani ko qabu main rakhte hain.Dil ke wareed blood ko Dilse bahir bhejte hain.wo blood jo bahir ja rha hota hai is main kisafat Kam Hoti hai aur new blood dil tak wapis ata hai.

The structure of the heart is important to our health :

Dil ki kamzori Adam tawazn ki wajhse blood ki rawani main ikhtilal paida Karti hai .Ye  buhat sare masail ki jar hoskti hain Jin main Shamil hai.Heart disease, palpitations, heart failure, and heart pain.

For heart health :

Sahtmand khorak ki zrort hai.Blood ki rawani ko qabu Karne ke lie ,yoga,Fitness activities,aur blood ke dhare ki konsi soorton main nashu-w-niwa Hoti hain,ke bare main janna ahem hai.

Dil ki sakht hamare jisam ki baqi hisson ke lie muqab6main buhat khass hai.Dil ki uzli organ hai Jo blood ki rawani ko qabu main rakhta hai.iska wait 20 gram tak ka hota hai,Jo hamare jisam ke baqi hisson ke muqabile main buhat Kam hai.

The heart has four parts :

Left right  Comrade aur Left Right Ventricles.Left taraf ke 2 hisse wahan se blood bahir bhejte hain,jabke right taraf ke 2 hisse new blood dil main dakhil karte hain.

Dil ki sakht is wazifo  ki wazaht Karti hai. Dil ki Side se blood ki rawani ke doran,dilke ventricle mazboti se dharkte hain take blood ko pori jisam main phchane ke lie Kafi zor lagaya jai.jabke Dil ke kamron ke walon main bilgami,Dil ke beech main khule hone wale chale ko charte hain.take blood ka wapsi chakr bane.

Possible heart problems include :

Dil ki bemari,Dil ki dharkane,Dil ki kamz6,Dil ke dard,aur dilki jagh par jama Pani .In masail ki Sahat ke lihaz se nazan ki zrort hai.

Finally :

Dil hamare jisam ka muhtmam tareen organ hai.Iski Sakht ko samajhna hamari Sahat ke lihaz se buhat aham hai.Sil ki Sahat ke lie,nizami Tor par Apke jisam  ko blood ki zarorat hai.Sahtmand khorak ka istamal Karen, munasib, fitness activities Karen,aur dilki Sahat ke bare main blood ko agah rakhen.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *